Manzil de bata
Aur kitna bhatku
Manzil toh mila de mere maola
Khamoosh kaise rehta hai tu
Jab aakhi meri khoon rota hai.
Aur na rula
Mujhse roya nahi jata
Aab toh mujko meri manzil de bata
Ye kya aur kaisi aazmaish hai malik
Sabr ka imteha me bhi aakhi sagar bana dali
Gunehger toh hu me,
Tauba karnewaale ko toh mat tadpa
Aai malik mere manzil toh de bata .
Mujhper karnewale ka bharosa toh mat tord
Ha mai gunahgar hu per teri taraf toh mord,
Aise na fir muh mujhse
Is qadar jillat na karna .
Maola mujhe kuch qabil bana,
Mera manzil de bata !
MEEZAN POETRY
19-10-2018 09:50 PM
Copyright © Mizanur Rahman | Year Posted 2019
Post Comments
Poetrysoup is an environment of encouragement and growth so only provide specific positive comments that indicate what you appreciate about the poem.
Please
Login
to post a comment