"Aankhein aesi, jaise aakash ganga mein behte taarein.
(Eyes rivalling the river of stars in the sky)
Muskaan aesi, maano suraj ki kirano ko bunn ke banaye.
(A smile spun from the rays of the sun)
Aawaj aesi jaise tarakhti dhoop mein chhaaon mein chalti hawaayein.
(A voice as soothing as a breeze in scorching summer)
Tera saath aesa, jaise andheri raahon mein chand ki halki roshni ka sahara.
(Presence reminding of the gentle moon light, guiding through dark routes)
Tera choo jana manno rab ki duayein"
(Your touch, so divine/ your touch feels like a blessing from the divine)
Teri gair maijudgi karde mujhe bheer mein akela
(Your absence makes me feel alone in the crowd)
Tera rona karde mere dill ko beshara
(Your tears hits me with a wave of helplessness)
Zindagi meri rahe ya na rahe...bas tu mere saath rahe
(Cant translate this one. Sorry)
Bas itni si hain is dill ki ye dua
Bas itni si hain is dill ki ye dua...
Jo Dil Me Hai Unhe Dil Me Hi Rehne Diya Jaaye To Zahoor Hai.
"Jo dil mein hain unhein dil mein hi rehne diya jaaye toh
Zahoor hai.
Dil se aage gaye toh fasaad hi hona hai.
Jo kehna hai, ishaaron mein kaho,
Zubaan khuli toh, malaal hi hona hai.
Dil mein hai woh aapke,
Toh dil mein hi rakhiyen na, yun baat aage badhaakar
Bawaal hi hona hai".
kis liye be-qaraar hain aankhen
kis ke gham mein shumaar hain aankhen
aap hain dil kii baat karte hain
aap par jaan-nisaar hain aankhen
kitne maasoom maar dale hain
kitni karti shikaar hain aankhen
ladkhadaate hain dekhne waale
uski itni khumaar hain aankhen
jab se dekha hai uski aankhon ko
zehn-o-dil par sawaar hain aankhen
raah-e-amn mein akshar khaaiyaan banaate hain
pyaar karne waalon mein dooriyaan banaate hain
aao ham gale milkar maat den siyaasat ko
jo bhi faasle apne darmiyaan banaate hain
zaalimon bhala kaise tum hamein ujaadoge
ham to vo hain jo dil mein bastiyaan banaate hain
haq bayaan karne se ham kabhi nahin darte
gaur se ye sun len jo bediyaan banaate hain
pur-sukoon hote hain khoo se tar-b-tar karke
hamko qatl kar ke vo surkhiyaan banaate hain
unko ye khabar kar do sach ka paasbaan hai rab
jo charaagh kii khaatir aandhiyaan banaate hain
door rahte dekha hai ilm unke bachchon se
muddaton se walid jo takhtiyan banaate hain
fazl-e-rab se hi unka raasta nahin rukta
doosron kii khaatir jo seedhiyaan banaate hain
??? ?? ?????? ??? ?????
???
???? ????? ??? ????? ???
??? ???? ??? ??? ?? ???? ???? ??? ??
??? ???? ??? ??? ?? ????? ???? ??? ??
??? ?? ????? ???
??? ??? ?????
?? ??? ??? ?? ??
??????
?? ???? ??? ?? . ?????? ?? ????
?? ??? ??? ???? ???
?? ??? ?? ??? ??
?? ???? ??? ?? ???
?? ??? ??? ??? ?? ???
??? ??? ??? ????? ?? ??? ??
??? ???? ??? ????? ?? ??????? ??
??? ??? ??? ???? ?? ???? ??
??? ????? ??? ??? ?? ???????? ??
??? ???? ??? ???? ?? ??????? ??
??? ????? ??? ?? ???? ??? ?? ?? ??? ????? ??? ?? ??? ???
?? ???? ??? ???? ???? ???
?? ????? ??? ???
??? ?? ?? ?????? ?? ???
??? ?? ???? ?? ?? ????
????? ????? ????? ???