Get Your Premium Membership

Short Roz Poems

Short Roz Poems. Below are examples of the most popular short poems about Roz by PoetrySoup poets. Search short poems about Roz by length and keyword.


Roz Thought 1
No matter what atrocities the world may place before us, we remain beautiful as we continue to overcome.

-Roz-...

Read More
Categories: roz, faith,
Form: Haiku



Triplet-3
Teri Yaaden Mirch Ki Tarah Teekhi Hain
Jab Bhi Aati Aankhen Nam Kar Jaati Hain

Roz Main Tumko Cheeni Kha Ke Sochta Hun....

Read More
Categories: roz, hindi, humorous, metaphor, missing you, pain, philosophy,
Form: Free verse
Yeh Khaalipan
Jab Meri Bechaini Mit Jayegi
Jab Mere Dilko Sukoon Mil Jayega
Yeh Khaalipan Mit Jayega

Do Pal Ki Chandni Ke Liye
Aj Bhi Zinda Hoon Main
Meri Khaamoshi Ke Ageh Aasmaan Bhi Khatam Ho Jayega

Kehne Ke Liye Toh Roz Marta Hoon Main
Thoda Aur Marne Ke Liye
Yeh Deewana Kal Phir Ayega...

Read More
Categories: roz, addiction, age, anger, conflict, confusion, dark, death,
Form: Salaam
Jab Teri Qabr Se Guzarta Hoon
Woh chale bhi gaye to kia hua
Mein unhein roz yaad karta hoon

Dil mein rehta he bus khayal unka
Un hee kee dhun mein jeeta marta hoon


Kon hoon mein? samajh na paya kabhi
Khoj mein kion Khuda kee
rehta hoon?


Loag kuch aur hee samajhte hein
Soach per unki aahein bharta hoon.


Sochta hoon ke mein bhi mar jata
Jab teri qabr se guzarta hoon


Teri ruswaee ka he khauf
mujhe
Warna mein kab kisi se darta hoon?...

Read More
Categories: roz, bereavement, death, grave, grief, urdu,
Form: Ghazal
Maut
"Zindagi bhr ka bas itna sa fasana hay,
Aaj nhi to kal hamain bhi chale jaana hay,

Talkh zindagi ke samandar main beh kar,
Hamain akhir main kinare se lag jaana hay,

Ye jo sooraj hay, har roz nai zindagi jeeta hay,
Ise bhi har sham maghrib main dhal jaana hay,

Saansain jitni hay jee lo maze lekar,
Akhir main sab ki saanson ko thum jaana hay,

Sharqi sare mosam tujhe yaaad krte hain,
Teri tarah hume bhi ye jism chor jaana hay....!...

Read More
Categories: roz, death,
Form: Nazm



Om Namay Shivay
Om namh shivay 

Paal paal leyta mai sansey maa tere dhakan ki awaz par 

Dhayan mai dhayan lage jisme ho bas devi apki awaz 

Na raaza aaye koi kila na koi 
Mandir bas intazar karti ho shamsano mai 

Roz ogey jo sooraj garibo ka bharthi ho peyt kripa may daya bahva onkey mathey par 
Shis dhery jo kar mahanant aagey badey 

Bas ek vinti mere door hi shai kanth par sadah rhey om bole. 

Om. Maa 

With love all
 MRI Jagdish Bajantri ETD...

Read More
Categories: roz, 2nd grade,
Form: Double Dactyl

Book: Shattered Sighs