Get Your Premium Membership

Urdu Poetry - Poems about Urdu Poetry


Mil Gayi Kya
Wo daulat wo shohrat jo chahiye thi mil gayi kya Jo main de na saka tha wo khushiyan mil gayi kya? Jin ko paane ki chaah mein chhoda tha tumne mujhko Us shaks mein tumhein wo saari khoobiyaan mil gayi kya? Wo moti jade lehange ka, kya shauk tera poora hua Wo tujhe heero se judi hui choodiyan mil gayi...

Continue reading...
Categories: urdu poetry, beautiful, books, first love,
Form: Ghazal
Kisliye Be-qaraar Hain Aankhen
kis liye be-qaraar hain aankhen kis ke gham mein shumaar hain aankhen aap hain dil kii baat karte hain aap par jaan-nisaar hain aankhen kitne maasoom maar dale hain kitni karti shikaar hain aankhen ladkhadaate hain dekhne waale uski itni khumaar hain aankhen jab se dekha hai uski aankhon ko zehn-o-dil par sawaar hain aankhen...

Continue reading...
Categories: urdu poetry, beautiful, beauty, crush, girlfriend,
Form: Ghazal



Ye Dard-e-be-dawa Hai Aur Main Hoon
ye dard-e-be-dawa hai aur main hoon magar ye dil-kusha hai aur main hoon museebat aur lambi zindagaani buzurgon kii dua hai aur main hoon dayaar-e-ishq mein hoon aur labon par tera hi tazkira hai aur main hoon muqaddar ne nigaahen fer li hain dukhon ka silsila hai aur main hoon udhar to naam tera chal raha hai idhar zikr-e-wafa hai aur main hoon ghazal likhne...

Continue reading...
Categories: urdu poetry, heartbreak, heartbroken, hindi, lonely,
Form: Ghazal
Raah-e-amn Mein Akshar Khaaiyaan Banaate Hain
raah-e-amn mein akshar khaaiyaan banaate hain pyaar karne waalon mein dooriyaan banaate hain aao ham gale milkar maat den siyaasat ko jo bhi faasle apne darmiyaan banaate hain zaalimon bhala kaise tum hamein ujaadoge ham to vo hain jo dil mein bastiyaan banaate hain haq bayaan karne se ham kabhi nahin darte gaur se ye sun len jo bediyaan banaate hain pur-sukoon hote...

Continue reading...
Categories: urdu poetry, deep, faith, literature, motivation,
Form: Ghazal
Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay,
Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin, Khaak Ho Jaayein Ge Hum Tum Ko Khabar Honay Tak.! https://urdu-best-poetry.blogspot.com...

Continue reading...
Categories: urdu poetry, education, friend, friendship, poetry,
Form: Prose Poetry



2-Chalo-Yeh-Zindagi-Ab-Hum-Tuhm,
Chalo Yeh Zindagi Ab Hum Tumhary Naam Karty Hain, Sunna Ha Be-Wafa Ki, Be-Wafa Sey Khoob Banti ha..! ...

Continue reading...
Categories: urdu poetry, first love, friend, friendship,
Form: Prose Poetry

Book: Radiant Verses: A Journey Through Inspiring Poetry