Short Kab Poems
Short Kab Poems. Below are examples of the most popular short poems about Kab by PoetrySoup poets. Search short poems about Kab by length and keyword.
Sailman
SaiLMan Shah shadi kab karwao gay,
Apni new dulhan kab chudwao gay??
Note.Oye Bay gairta dramay baza.....
Read More
Categories:
kab, abuse, addiction, drink, drug, pain, silly, sin,
Form:
Imagism
Bhai Log
Zafar Bhai Fire kab marwao gay?
Nashai Wehmi bool kar Drug inj
Kab Lagwao Gay??????????????
Note.You are a two faced penny.....
Read More
Categories:
kab, addiction, anxiety, drug, mental illness, psychological, truth,
Form:
Bio
Identity Crisis
Kab tak indian european numbron par accounts chalao gay?
Kab tak sada awam ko bay waqoof banao gay?????????????
Note.Zafar Khan is playing main role in identity crisis...????
Moral.DG FIA & DG IB are cooperating with DON........?????...
Read More
Categories:
kab, absence, corruption, games, identity, internet, pashto, technology,
Form:
Rhyme
Intjar
INTJAR
hum kisi ke pyar me intjar karte chale gaye
intjar karte -karte thak gayi aakhe humari
umar kab nikal gayi,pta n chala hume
baad me pta chala , jiska intjar kiya humne
wo to ek bachche ka baap hi ban gya
(sangita choudhary)...
Read More
Categories:
kab, age, child, father, love, me,
Form:
I do not know?
Peaces
Sone ka too qatara dhoondhe
Kab tab usako chalaega
Pahaad khodakar jeene vaala
Khud Heera ban jaayega
Dariya kee apanee pahachaan
Ek boond se banata jahaan
Sooraj kee roshanee paakar
Chaand kitana jagamagaega
Sone ka too qatara dhoondhe
Kab tab usako chalaega...
Read More
Categories:
kab, fear, happiness, hindi, identity, inspiration, inspirational, inspirational
Form:
Prose Poetry
Tanhaayi
Sulagti si tanhaayi
Rooh fir se Ghabraayi
Beete Hue Din
Fir Aankh Bhar Aayi
Khamosh Sa Dil
Kuch Na Kah Paayi
Mausam Sa Badan
Naa Jagi Na So Payi
Dheron Hain Iljaam
Kab Hogi ye Sunwaayi
Samandar Hain Magar
Maut Ne hi Pyaas Bhujaayi
Kaash Tu Hota
Ufff Mohabbat ki Gehraayi...
Read More
Categories:
kab, emotions, feelings, pain,
Form:
Ghazal
Akasar
Akasar
Akasar mai ese khayal
mai duoba rhata hu ki kab
hogi apni mulakat jewaan
ki douba mai payal ki awaz
mai mehndi key rang mai
akasar douba rhta hoon
suney awaz tumhari jesey suni
raat key timtimatey tare ki
rhoshi mai odey chadar tanhai ka..
... Akasar mai rho leyta hoon
leykar dard zudai ka...
With love all
Jagdish bajantri...
Read More
Categories:
kab, absence, change, crazy, image, poetry,
Form:
Ghazal
Jab Teri Qabr Se Guzarta Hoon
Woh chale bhi gaye to kia hua
Mein unhein roz yaad karta hoon
Dil mein rehta he bus khayal unka
Un hee kee dhun mein jeeta marta hoon
Kon hoon mein? samajh na paya kabhi
Khoj mein kion Khuda kee
rehta hoon?
Loag kuch aur hee samajhte hein
Soach per unki aahein bharta hoon.
Sochta hoon ke mein bhi mar jata
Jab teri qabr se guzarta hoon
Teri ruswaee ka he khauf
mujhe
Warna mein kab kisi se darta hoon?...
Read More
Categories:
kab, bereavement, death, grave, grief, urdu,
Form:
Ghazal