Best Hain Poems
Aarat Ka Balidan Koun Dekht Hain??? ?? ?????? ??? ?????
???
???? ????? ??? ????? ???
??? ???? ??? ??? ?? ???? ???? ??? ??
??? ???? ??? ??? ?? ????? ???? ??? ??
??? ?? ????? ???
??? ??? ?????
?? ??? ??? ?? ??
??????
?? ???? ??? ?? ....
Continue reading...
Categories:
hain, beautiful, depression, desire, emotions,
Form:
Acrostic
Kisliye Be-qaraar Hain Aankhenkis liye be-qaraar hain aankhen
kis ke gham mein shumaar hain aankhen
aap hain dil kii baat karte hain
aap par jaan-nisaar hain aankhen
kitne maasoom maar dale hain
kitni karti shikaar hain aankhen
ladkhadaate hain dekhne waale
uski itni khumaar hain aankhen
jab se dekha hai uski aankhon ko
zehn-o-dil par sawaar hain...
Continue reading...
Categories:
hain, beautiful, beauty, crush, girlfriend,
Form:
Ghazal
Raah-e-amn Mein Akshar Khaaiyaan Banaate Hainraah-e-amn mein akshar khaaiyaan banaate hain
pyaar karne waalon mein dooriyaan banaate hain
aao ham gale milkar maat den siyaasat ko
jo bhi faasle apne darmiyaan banaate hain
zaalimon bhala kaise tum hamein ujaadoge
ham to vo hain jo dil mein bastiyaan banaate hain
haq bayaan karne se ham kabhi nahin...
Continue reading...
Categories:
hain, deep, faith, literature, motivation,
Form:
Ghazal