Na shaad na baad na azmey aleshaan
Na akhovat na hamdardi Pakistan ka nizaam
Har ja har so badmashon ka istaqbaal
Thano kacheriyon adalton me chalta hai maal
Ye afsoos ka maqaam kahan hai saya zuljalaal?
Note. Na Zindagi shama ki sorat na naiki ki tamana
Jahalat Kay andheray mein har fard yahan Alam chana.
Lesson. Pakistan is not a welfare state and the weak
Have no access to justice. We are living in an unequal
Society where the rule of law no longer covers the poor.
Categories:
shama, history, truth, urdu,
Form: Free verse
Chahat main sambhlnay ka karina to sikha do,
Mushkil main bohat hoon zara jeena to sikha do,
Kiyoun chand say chehray pay baysakoni ki fiza hai
Ankhoon main chupi pyaas ko peena to sikha do,
Main sham dhalay aoon darwazay ko khula rakhna,
Dahleez pay bhi shama ko pighalna to sikha do,
Zakhmoon pe marham rakh ky kuch der to behlao,
Aur daman main howay chhedo’n* ko sena to sikha do..
(chhedo’n;holes)
Shabeeb Hashmi
Categories:
shama, sad, urdu,
Form: Ghazal
There once was a girl named Shama
Who wondered about her karma
As a poet her rhymes
Were always out of time
To most her terza rima was trauma
Deborah's
limerick contest
Categories:
shama, funny
Form: Limerick