Chand ansu ki kimat
Moal ho anmol ho daya Ho ya ek ehsas ho milta koi mamta ka bhog ho har prathana mai choopa ek zasbat ho wow bhahta khoon jo ek kshboo mai bhati paalko par bahtati meri maa ki awaz ho jo uskey chand ansu ki kimat mera jeevan kaal Ho
Name Leelawati kaalakriti
With love all
MRI Jagdish Bajantri ETD
Categories:
ansu, appreciation, family,
Form: Chant Royal
Ek jaal ek ansu
Chalta Mai rhu dewaney ki tarh
Bhoojata mai rhu diye ki tarh
Aab haryali bhi legey phatjad ki
Tarh
Mosum bhi badley aashoy ki
Tarh
Kushboo bhi mehak ootey katil ki tarh
Dhakan bhi rouk jaey yaado ki
Tarh
Khiladi ka khel rukey jeet ki tarh
Daal Mai baney cahat ki khichadi swad ki tarh
Ek jaal ek ansu Mai piyu payasey ki tarh
Miss you
With love all
Jagdish bajantri
Categories:
ansu, absence,
Form: Light Verse
Aabad na sahi barbad kiya
Ashaey apni phehchan bhool
gayi oomid apni akhari manzil
Pa gayi mere Sukey ansu ki kimaat
aapki kushi dey gayi
Aabad na sahi brarbad kiya meri
zindagi baanakar gosala parivar ka....
With love all
Jagdish bajantri
Categories:
ansu, abuse,
Form: Light Verse
tere pyar me hamne is jag ko thukraya
phir tumne lamha lamha tadpaya
nahi pata tha tum wadon se mukar jaoge
tere isq ne mujhko pal pal hai sataya
chal die tum yuhi akela chhod kar
khus na reh paoge ye mere dil todkar
har pal mujhe bas yaad tumhari ati hai
bas mere masum se dil ko rula jati hai
are o bebafa mere pyar ka ye kaisa anjam dia
ankhon me bas ansu aur hathon me ye jaam dia
chal die tum mujhe tanha chhodkar
dekhe ja rahe ho mere dil ko todkar
mere dil me tute hue armaan reh gaye hai
nigahon me sunapan aur dil bhi viraan reh gaye hai
tere pyar me the maine is jahaan ko bhulaya
mere dil me bas teri yadon ke pegam reh gaye hai
Categories:
ansu, lonely, loss, lost love,
Form: Lyric
Mujhe rehne do sapno me
Ki jeevan jeene se darr lagta he
Mujhe rehne do sannaton me
Ayurbal ke shor se darr lagta he
Bahut saare padav abhi baaki he
Par path chalne se darr lagta he
Abhi Kayi log milne baaki he
Par pehle walo se darr lagta he
Ve paraye aaj apno se lagte he
Lekin apno ki yaari se darr lagta he
Naye logo ko aaj na jaane Kyu
Dost kehne me darr lagta he
Jeevan ki ekantata tod , Bheed
ka hissa banne se darr lagta he
Bina kisi ka haath Thame Ab to
age badne se bhi darr lagta he
Kuch log mere liye bhi Jeete he
Unka soch marne se darr lagta he
marne ki kabhi sochta hu to
Maa papa ke ansu se darr lagta he
(Parth)
Categories:
ansu, care, fear, hindi, life,
Form: Light Verse