Bund me pechay say danda Daina bura baat larna hai to time batao date batao shooter ka name waldiyat or address bhi Batao plz.
|
Logo Tum din rat agency ko bura kehtay ho army ko Gali daitay ho daikho Riaz Khan ko zinda salamat wapas bhaij diya hai kitnay achay hain military walay,agar me Riaz ki jagah hota to Zafar nay mujhay qaid me hi ya to zehar pilwa Daina tha ya phir andar hi andar mujhay Venus injection lagwa Daina.
|
Awam ki nafsiyaat ka alam Kuch youn HOTA hai.Public jis shaks ki andhi taqleed Karti hai us ki burayon ko bhi achayon ki Nazar say dekhti hai aur jis ko dislike Karti hai us ki achayon ko bhi bura gardanti,bura janti,aur bura maanti hai.
|
Achai aur burai ki larai me baz auqaat insan achai aur burai kay darmayan ki tameez kho deta hai.
|
Agar me tum logon ki tarah zafar kay tattay uthaon to phir mujh say acha shaks koi nahi aur agar me zafar ko sedi sedi sunaon to phir duniya me mujh say bura shaks koi nahi...Wah Bai Wah...
|