Najeeb Sultan vargay Peer hovan tay fair choran dakaytan de ke Loor ay!!!

|
Sadqa zakat kheraat atyaat 70 maraba zameen kay malik najeeb sultan bahu ko dain.Nazranay aur fitranay bhi qabool kiye jatay hain..

|
Najeeb Sultan Qabron ki kamai khana,, Sahaba ka tareqa nahi hai nahi hai nahi nahi hai...

|
Dua Zaheer tum dono bhi najeeb sultan ki tarah aik mazar shrine mal lo jahan say nasal dar nasal kamai ho aur tumhari olad aram say beth kar chanda fitrana nazrana sab kuch hazam karay!!

|
Najeeb Sultan kia qabron ki kamai khanay wala gairatmand hota hai.

|
Najeeb Sultan kya sahaba Peeri Mureedi kartay thay?

|
Najeeb Sultan sab chanda wasooli ka zikr Quran ki kis ayat me hai?

|
Najeeb Sultan Sahib Agar Auliya nigah say sona bananay par qadir hain to phir kyun mureedon say chanday aur nazranay laytay hain? Ap jaisay ameer ko to gareeb ko nawazna chaye.Faiz dena chaye.Loot maar aur kanjosi ki vajah kia hai?

|
Ajeeb mulk hai yahan kay log chahatay hain mein raat ko din aur tavay ko safaid likhun.
Kuch ho to kuch bhi nahi say tashbih dun aur nahi maloom ki rat lagatay hovay gonga shatan ban jaon.Shair ko darinda keh kay mukhatib na karun aur kaisay bhi halaat hon tention na loun.Ham aisay masharay ka hisa hain jahan sawal pochna gunah aur jawab dena jurm hai.

|