Gham-e-Ishq Mein Haara Hua Panchhi
Main apnon ka maara hua panchhi
Raahay manzil ka pata aik shikari se pooch ke
Main aik naye pinjray mein phansaya hua panchhi
Meri hurmat ka imtihan hai, aur daanay hain kam
Main maalik ka sataya hua panchhi
Chaar din ki hai zindagi, teen guzar gaye pinjray mein
Main apni taqdeer ka rulaya hua panchhi
Chehchahane se main thaka nahi, lekin chup hoon
Zang alood salakhon mein chhupaya hua panchhi
Dhoop aur barish mein dekh leta hoon aksar
Main neend se bedaar karaya hua panchhi
Lagta hai umr poori ho gayi shayad
Main pinjray se bahar uraya hua panchhi
Thandi hawa aur burhapa mera
Main aik shaakh pe baitha murjhaya hua panchhi
Toofaan hai zyada, na ghar hai koi
Main doosray panchhiyon ka khaya hua panchhi
Ye bijli ki taar hai, oonchi mehfooz bhi
Main har maut mara maraya hua panchhi
Mirza ghalib ko habeeb jalib
Sunny Leone ko sunny deol
Kya likhna kya likhna
Asif zardari ko asif laghari
Peer zafar shah ko madari
Kya likhna kya likhna
Najeeb sultan ko habeeb sultan
Jahil jhotay logon ko musalman
Kya likhna kya likhna
Karaya Daar Ko Malik Makaan
Shair jaisay darinday ko Insaan
Kya likhna kya likhna.
If you are a lion go fk yourself in the Jungle.
Looking for the formal definition, structure, and history of this poetry form? Visit the Poetry Dictionary entry below. Then return to explore how PoetrySoup members bring the form to life through their own poems.