Best Hoon Poems
Mushkil Main Bohat Hoon Zara Jeena Tu Sikha DoChahat main sambhlnay ka karina to sikha do,
Mushkil main bohat hoon zara jeena to sikha do,
Kiyoun chand say chehray pay baysakoni ki fiza hai
Ankhoon main chupi pyaas ko peena to sikha do,
Main sham dhalay aoon darwazay ko khula rakhna,
Dahleez pay bhi shama ko pighalna to...
Continue reading...
Categories:
hoon, sad, urdu,
Form:
Ghazal
Jab Teri Qabr Se Guzarta HoonWoh chale bhi gaye to kia hua
Mein unhein roz yaad karta hoon
Dil mein rehta he bus khayal unka
Un hee kee dhun mein jeeta marta hoon
Kon hoon mein? samajh na paya kabhi
Khoj mein kion Khuda kee
rehta hoon?
Loag kuch aur hee samajhte hein
Soach per unki aahein bharta...
Continue reading...
Categories:
hoon, bereavement, death, grave, grief,
Form:
Ghazal
Kuch Chand Sa Hoon MainLakh dhabbe h mujpr us chaand sa
Mai un khobsurat sitaro sa nahi
Lkin raat k andhere me us chand ki chamkan k aage
Lakho sitare kuch nahi...
Continue reading...
Categories:
hoon, appreciation, inspirational,
Form:
Rhyme
Takta Hoon Tum KoTakta hoon tum ko, yeh dil behak jata hai
Tumhare jalwe mein jahan tham sa jata hai
Tumhari aankhon ki gehraayi mein doob jata hoon
Tumhari muskaan pe har dard bhool jata hoon
Tum chalti ho to hawa gungunane lagti hai...
Continue reading...
Categories:
hoon, addiction,
Form:
Ghazal
Ye Dard-e-be-dawa Hai Aur Main Hoonye dard-e-be-dawa hai aur main hoon
magar ye dil-kusha hai aur main hoon
museebat aur lambi zindagaani
buzurgon kii dua hai aur main hoon
dayaar-e-ishq mein hoon aur labon par
tera hi tazkira hai aur main hoon
muqaddar ne nigaahen fer li hain
dukhon ka silsila hai aur main hoon
udhar to naam...
Continue reading...
Categories:
hoon, heartbreak, heartbroken, hindi, lonely,
Form:
Ghazal