Ye zindagi bhi alag he paheli hai,
Na Jane kiski kismat me kya liki hai.
Jo khelna caha wo bhi tuta, Jo na kela paya wo bhi Rutha,
Jo samaj na cha ha Wo apno se tuta.
Koi na jane kiske mane ,
Kya saccha kya juhta ye kon Jane ,
Insaan rang roop se bhar na dek paya,
Atma ko Chood kar sharir ko apnaya .
Khushi batne se badti hai,
Ek muskurahat me puri duniya Kilti hai.
Na kise ko dukh doo,
Na kabhi dukhi ho,
Doo din ki zindagi me Kush raho,
Hor Kush reha ne doo.
Ek dus reke bina puri duniya akeli hai,
Ye zindagi bhi ek alag hi paheli hai .........
-Affan.Shaikhsurab
Categories:
kise, life,
Form: Rhyme
NAYI NAYI AANKHE H HAR CHEHRA ACCHA LAGTA H
SARI DUNIYA MAI SAB KUCH ACCHA LAGTA H
HAR JAGAH SO KAR DEHA H
BUS AB APNA GHAR HI ACCHA LAGTA H
PAHLE KUCH DIN ACCHA LAGTA THA YHA
AB SAB KUCH TANHA TANHA LAGTA YHA
HAR JAGAH SO KAR DEKHA H
BUS AB APNA GHAR HI ACCHA LAGTA H
MAA BAHUT YAAD AATI H YHA TU
KISE KAHU, KYA KAHU SAB KUCH BEGANA LAGTA H
HAR JAGAH SO KAR DEKHA H
BUS AB APNA GHAR HI ACCHA LAGTA H.
Categories:
kise, best friend, brother,
Form: ABC
Achhe din k dekho haal,
140 k par h daal
chhote to the hi kangal
bre- bre v hue badhaal
pyaj ka mt puchho haal
assi tk pahuchi filhaal
dhaniya mirchi ki ye uchhal
chatni v ho gyi janjal
karj se ujri chamri khaal
kisan latak gye fanda dal
bijli pani se hr koi behal
Adhani Ambani malamal
America China Nepal
sirf ghum rha h natwarlal
kale dhan ki batein tal
sb pr chupi ka parda dal
vyapam raja lalit ghotala
aesh kre chokri chandal
kon sunega ye sb haal
neta hue gende ki khaal
janta ka ab kise khyal
kre jhute wade feku lal.
# Feku PM
Categories:
kise, anger, political,
Form: Rhyme