Suraj sa tapta ye roshan savera.....
Taron si bikhri ye kali rat h.....
Koi soye alishaN makano me.... .
Kisi ki chadar ye chandni rat h....
Kaise ye ajab duniya h....
Kaisa ajab insan h......
Khi Bahta h pani yo gande nalo me.....
Khi 2 ghunt ko tadpta ek mayus insan h....
Khi bikta h razhan bajaro me....
Khi 2 waqt ko mohtaj ek gareeb insan h....
Kaise ye ajab duniya h
Kaisa ajab insan h......
Khi lge nokri sifaris se......
Khi mile riswat hjaron me....
To khi berojgar ek nojwan h......
Koi anpad bne mantri jhan...
Ek shikshak khi preshan h......
Kaise ye ajab duniya h.....
Kaisa ajab insan h.....
Pathar bna jise puja h, Ourat bna thukraya h......
Ghr me najo se pli bitiya, sasural me use jlaya h.....
Paisa h sbse bda yhan, ek sikka sbki jaan h....
Kaise ye ajab duniya h........
Kaisa ajab insana h........
Bikta hr rista dukano pe, Lakhon iske kharidar h......
Sb riste yhan bikau h, bs insaniyat yhan bejar h....
Maine bhi khrida ek rista, jo anmol shi pe lachar h....
Koi bandish koi pabndi khe, yashu ne kha ye phar h....
Kaise he aJaB duniya h, kIsa ajab insan h.......
Categories:
khi, pain, political,
Form: ABC
Ek khusiyon ka dariya h sene
me....ek ghar bhi h sise( glass)
ka ....ham pyar me dil bechne
bathe ...or wo puchne kitne
ka...dil dhadakta h uske lea ...or
sase chalti h uske sath....kuch
khas h wo mere lea...or wo
puche iska raj....kis barish me
m bhegguga m ab ...kiss
samandar ko par lagau...ek
pathar se mangu use ...ya
chadar peer pe chadhau... Mile
mujhe wo meri baho me ...or
khwabon me mujhe sajae ...ek
dil bharke dekhen mujhe
wo ....or sapno me khi kho jae
...
Categories:
khi, absence
Form: ABC