Get Your Premium Membership

Sultan Bahu


Sultan Bahu jaisa Allah,Anbiya,shuhada,aur Auliya ka gustak sufi shayad hi koi dosra ho.
Apni har dosri kitab me kisi shaheed Wali ki qabar par sawar ho kar dawat ka boltay hain.
Apni har teesri kitab mein Auliya ki khob jam kay dhulai kartay hain.
Apni har choti kitab me baray baray davay kartay hain.
Apni har panchvin kitab me ghuma phira kar khud ko khuda likhtay hain.
Apni har chati kitab me khud ko Hazrat Musa say bhi agay ka khiyal daytay hain.(Astagfar)
Sultan sahib ko jahan koi ladki achi lagi wahin baya le wah asal mooj to Bahu nay ki hai.
Mazhab aur Rohaniyat kay name pay chanday laytay hain.
Khidmat karvatay hain aur aolad ko dhair sari jama ponji bhi day jatay hain.
Note.Sar sar ko saba zulmat ko zya banday ko khuda kia likhna kia likhnaa.


Comments

Please Login to post a comment

A comment has not been posted for this short story. Encourage a writer by being the first to comment.


Book: Shattered Sighs