My story
My Story
Kese bayaa karu ye dard dil ka
hota koye asa kass!
jo samjh sakta mere jasbaat
may ye socha karti thi...
fir hua akk asa chamatkaar...
achanak akk ajnabi aaya
mere maayush jindgi me
vo tha to paraya par dil ne
usse baat karke anokha sukoon paya
dheree dheree usne mujhe mohhbat karna sikhya
mere andhere dil me pyar ka deep jalaya
mujhe kese khass apne ka ahsas karaya
phir mere jindgi me bhi
khushiyoo ka vasant aaya...
par sayad mere kismt ko
ye sukh rass na aaya
uski jindgi me achnak koye hai aaya..
bich me chod gaya vo anjan sa sayaa
phir bhujh gaya pyar ka vo diya
jo tha mere dil me usne jalaya
har dard ko sah kar myne usko bhulaya
par har baar mere hothoo par
myne uska he naam hai payaa
mere har dhadkan dhadak rhi hai uski didar me
akhir kyu vo jakar bhi
mere jindgi se jaa na payaa
aaj bhi myne usse apne
aas pass hai payaa......
Copyright © Riya singh | Year Posted 2025
Post Comments
Poetrysoup is an environment of encouragement and growth so only provide specific positive comments that indicate what you appreciate about the poem. Negative comments will result your account being banned.
Please
Login
to post a comment