Get Your Premium Membership

Best Poems Written by Riya Singh

Below are the all-time best Riya Singh poems as chosen by PoetrySoup members

View ALL Riya Singh Poems

Details | Riya Singh Poem

My story

My Story
Kese bayaa karu ye dard dil ka
                                     hota koye asa kass!
jo samjh sakta mere jasbaat
                                  may ye socha karti thi...
fir hua akk asa chamatkaar...
                                   achanak akk ajnabi aaya
mere maayush jindgi me
                                    vo tha to paraya par dil ne
 usse baat karke anokha sukoon paya
                                     dheree dheree usne mujhe mohhbat karna sikhya
mere andhere dil me pyar ka deep jalaya
                                       mujhe kese khass apne ka ahsas karaya
phir mere jindgi me bhi
                               khushiyoo ka vasant aaya...
par sayad mere kismt ko
                               ye sukh rass na aaya
uski jindgi me achnak koye hai aaya..
                                bich me chod gaya vo anjan sa sayaa
phir bhujh gaya pyar ka vo diya
                                 jo tha mere dil me usne jalaya
har dard ko sah kar myne usko bhulaya
                                  par har baar mere hothoo par 
myne uska he naam hai payaa
                                  mere har dhadkan dhadak rhi hai uski didar me
akhir kyu vo jakar bhi 
                        mere jindgi se jaa na payaa
aaj bhi myne usse apne
                             aas pass hai payaa......

Copyright © Riya singh | Year Posted 2025



Details | Riya Singh Poem

My broken heart story

May kese maan lau ki vo bhul gye;
                                          kya vo waqt bhi unko yaad nahi;
vo lamhe vo sath beitye the;
                                   kya vo bhi unko yaad nahi;
jo vadda kiya tha sath nibhane ka;
                                    kya vo vadaa bhi unko yaad nahi;
jinse aane nahi dete the
                            kabhi ekk bhi aashu
vo jhukhi huye najre
                        aue vo aakhe bhi unko yaad nahi;
jiske liye vo sab kuch kar bethte the
                                vo muskurahat bhi unko yaad nahi;
may kese maan lau  ki vo bhul gye
                                  kya hamari mohhabat bhi unko yaad nahi;
may kese maan lau ki bewafa ho gye;
                                      kya humse ki wafaa ki bate bhi unko yaad nahi;
agar bhul hai; to aab
                         bhule he rhna
agar mile hum kabhi;
                        toh ye kah dege....
aap kon hai? ye chehra
                        humko yaad nahi..............................

Copyright © Riya singh | Year Posted 2025


Book: Radiant Verses: A Journey Through Inspiring Poetry