Get Your Premium Membership

Short Chand Poems

Short Chand Poems. Below are examples of the most popular short poems about Chand by PoetrySoup poets. Search short poems about Chand by length and keyword.


Kuch Chand Sa Hoon Main
Lakh dhabbe h mujpr us chaand sa 
Mai un khobsurat sitaro sa nahi
Lkin raat k andhere me us chand ki chamkan k aage
Lakho sitare kuch nahi...

Read More
Categories: chand, appreciation, inspirational,
Form: Rhyme



Roshni
Agr tum mango th saja du chand ko tumhari ungilon pr, 
aur laga du unn jagmagate sitaro ko tumhari pehre-dari pr, 

Magar darta hu ki... 

unki roshni m kahi tum mujhe na dekh paaogi....

Read More
Categories: chand, change, deep, emotions, feelings, how i feel,
Form: Free verse
Kaab Dekhu Aapki Muskan
Kaab dekhu aapki muskan 


Sooraj chand dekh liye gin liye 
Tare sabhi na khana chod diya
 kuch aapki yaad Mai bus doond 
rha hoon kaab dekhu aapki muskan 
Maam aapkey liye 




With love all 
Jagdish bajantri...

Read More
Categories: chand, art, beautiful, dream,
Form: Ghazal
Be My Foe
GHUMA FIRA DHUNDHA BHUT, KUCH HATH AYA NHI
YHI TO KMI THI KAHA MAINE KUCHH BHI NIBHA PAYA NHI

SUNA THA YHA CHAND ME DAG H
PR ROSHNI KE SHIVA KUCHH BHI MAI DEKH PAYA NHI

AUR BHI YE SUNA KOI DUSHMAN YHA H MERA
MAINE DEKHA YHA DUSHMAN SA MAI KOI PAYA NHI...

Read More
Categories: chand, 10th grade, absence, addiction, anxiety, death, true
Form: Sonnet
My Mother
Chand ansu ki kimat 

Moal ho anmol ho daya Ho ya ek ehsas ho milta koi mamta ka bhog ho har prathana mai choopa ek zasbat ho wow bhahta khoon jo ek kshboo mai bhati paalko par bahtati meri maa ki awaz ho jo uskey chand ansu ki kimat mera jeevan kaal Ho 
Name Leelawati kaalakriti 

With love all
 MRI Jagdish Bajantri ETD...

Read More
Categories: chand, appreciation, family,
Form: Chant Royal



Naught Has Changed Since Ye Left
Naught has changed since ye left, 
World moves with all its heft,
Night is as ere, 
Moon light too there, 
Only, sleep’s gone bereft. 
___________________________
Gulzaar | 15.03.2023 | rhyme
Poet’s note: Translation, from my collection of lyricist Gulzar’s short shyries.

Tere jane se to kuchh badala nahi,
raat bhi aayi chand bhi tha, magar neend nahi....

Read More
Categories: chand, change, love, sleep,
Form: Rhyme
Raat Guzray Gi Tu Rakh Layna Bharam Ajj Kay Baad
Raat guzray gi tu rakh layna bharam ajj kay baad
Hum na ayen gay kabhi shehar main teray ajj kay baad
 
Woh teray sheroon aur gazloon main mera khoo sa jana
Ab na parh payen gay dewan teray ajj  kay baad,
 
Mujh ko lafzoon main saja kay jo kabhi likhy thay
Honthoon pay woh geet na ayen gay teray ajj kay baad
 
Sham aye gi tu pher chand bhi batlay ga hamain
Woh na jhankay ga kbhi ghar main teray ajj kay baad....

Read More
Categories: chand, relationship, urdu,
Form: Ghazal
Mushkil Main Bohat Hoon Zara Jeena Tu Sikha Do
Chahat main sambhlnay ka karina to sikha do,
Mushkil main bohat hoon zara jeena to sikha do,

Kiyoun chand say chehray pay baysakoni ki fiza hai
Ankhoon main chupi pyaas ko peena to sikha do,

Main sham dhalay aoon darwazay ko khula rakhna,
Dahleez pay bhi shama ko pighalna to sikha do,

Zakhmoon pe marham rakh ky kuch der to behlao,
Aur daman main howay chhedo’n* ko sena to sikha do..

(chhedo’n;holes)

Shabeeb Hashmi...

Read More
Categories: chand, sad, urdu,
Form: Ghazal
Faasle
Karvatein leti raaton ke,
Khwahishon bhare faasle

Samay se choote hue chaahat ke
Zehmaton ke wo faasle

Oat leti salvaton ke
Gungunaate hue faasle

Zubaan pe ladhkhadate hue pyaar ke
Ikraar ke wo faasle

Chand ke aur chandni ke
Roshni bhare wo faasle

Wo ulfat ke dhuon me
Dil jalaate hue faasle

Nahakar paak lafzon me
Ilm-e-jehan ke wo faasle

Simat ke hoton pe
Siharti saans ke wo faasle

zindagi ke parwaan par
kabhi na khatm hotey faasle

tere aur mere aur
hamaare wo faasle

Wo faasle…...

Read More
Categories: chand, devotion, forgiveness, introspection, life, urdu,
Form: Ghazal

Book: Shattered Sighs