My Humble Tribute To Shaheed Hemraj
Bharat mata ki jai, bharat mata ki jai...
gunja karta sda yahi, mata mere karno mein,
rag rag tune seecha mata, pag pag tujhse sawra h,
har kad tera paawan mata, har kan ki h tu vidhata...
sogandh teri na rukne dunga, tere aanchal ki sab lahro ko,
shapath mujhe seene par lunga, dushman k sab kahro ko...
tujh par mar kar mit mit jana, chaun saare janmo mein,
deshbhakti ka lahu kholta, mata meri dharno mein...
aankh utha dekha jisne, likha jaayega marno mein,
teri raksha karte jeena marna, aata mere dharmo mein...
ese kai sheesh nayochawar...ese kai sheesh nauchawar,
mata tera charno mein...mata tere charno mein...
Copyright © Vindhya Sharma | Year Posted 2015
Post Comments
Poetrysoup is an environment of encouragement and growth so only provide specific positive comments that indicate what you appreciate about the poem. Negative comments will result your account being banned.
Please
Login
to post a comment