Get Your Premium Membership

Jhanda

jhanda hae yeh hind desh ka bahtii jismae ganga hae teen rango ka samavesh hae kahlaata yeh tiranga hae swawt narangii hara rang hae beech mae ashok chakra hae har hind vasi ko apnae jhandae par fakra hae gaurav hae yh hind desh ka bhasha jiskee hae hindi humko pyara jhanda hamara jhandae mae lagii vo ek bindii jhanda humko sabsae pyara yh hae hamarii shaan jhuknae na daegee esko kabhii chaahae deni padae hamae jaan lahraata muskaata essae aur deta farmaan kabhii jhukae na kabhii rukae na hind desh ka naam

Copyright © | Year Posted 2015




Post Comments

Poetrysoup is an environment of encouragement and growth so only provide specific positive comments that indicate what you appreciate about the poem.

Please Login to post a comment

A comment has not been posted for this poem. Encourage a poet by being the first to comment.


Book: Shattered Sighs