Get Your Premium Membership

Najeeb Sultan Bahu


1.Me naik hun kyun kay me gadi nasheen hun..
2.Me janta hun ye sahaba ka tareqa nahi hai..
3.Mehnat mazdori kia cheez hai??
4.Me sufi hun kyun kay me qabar parast hun...
5.Qabar parasti tasawuf ka hisa hai..
6.Bahu nay mughals ko dono hathon say luta hai...
7.Agar sultan bahu peeri mureedi na karta to aaj ham bhokay mar jatay..
8.Mehnat me azmat hai leykan peeri mureedi me v8 hai..
9.Saray mahalay ka zakat akela khata hun gadi nasheen jo tehra..
10.Me jadi pushti qabar parast hun..
11.Akhirat ki akhirat me daikhain gay yahan pait bharnay do..
12.Mazaar bana kar beth jao langar pani chalta rahay ga..
13.Mazaraat Amdani ka acha zariya hain..
14.Pait bhara hova ho to khuda bhi razi ho jata hai..
15.Sultan Bahu foot hova hai chanda denay walay abhi zinda hain...
16.Kutay ko hadi aur kaminay ko rishwat chahiye..
17.Ma Bap ka dua hai kuch karta bhi nahi phir bhi theek thaak kama layta hun.
18.Mehngai ka door hai peeri mureedi kay bagair guzara nahi chalta..
19.Sharm kesa agar koi day raha ho to lay lo.
20.Ram Ram japna hai paraya maal apna hai.


Comments

Please Login to post a comment
  1. Date: 7/3/2022 9:15:00 PM
    Apna Sapna Money Money,, Najeeb Sultan honey honey.

Book: Reflection on the Important Things