Get Your Premium Membership

Allama Iqbal


Iqbal.Mooj hai darya me darya kay bahar kuch nahi..
Ibad.Allama sahab ye ap ki galat fehmi hai darya kay
bahar bhi bohat kuch hai..
Iqbal.Darya kay bahar kya hai??
Ibad.Darya kay bahar zafar hai..
Darya kay bahar supari hai..
Iqbal.Ye supari kya hota hai??
Ibad.Kisi ko maarnay marvanay kay liye de jani wali raqam
ko Supari kehtay hain..
Iqbal.Ye to achi baat nahi hai..
Ibad.Allama sahib aaj kay door me acha bura kon daikhta hai..
Iqbal.Tum theek kehtay ho jawan..Tum kahan say ho??
Ibad.Janab me Lahore say hun..
Iqbal.Tum lahore me rehtay ho??
Ibad.Ge han lahore me rehta hun..
Iqbal.Tumhari tabiyat me shairana shoq zooq hai..
Ibad.Nahi ge bus zafar ki mahabat me do char jumlay
mun say nikal jatay hain..
Iqbal.Tum kya jantay ho ishq mahabat kay baray me??
Ibad.Gustakhi maaf huzoor kuch zaida nahi bus itna
janta hun kay ashiq ki 24/7 phati rehti hai aur Log tarah
tarah ki batain kartay hain..


Comments

Please Login to post a comment

A comment has not been posted for this short story. Encourage a writer by being the first to comment.


Book: Shattered Sighs