Get Your Premium Membership

Writer Poet Quotes

Writer Poet Quotes. Find, read, and share quotations by Writer Poet. These are the most popular quotations and best examples of quotes by Writer Poet.


Quote Left Khabees shaks ka zaban to metha hota hai magar Dil Dil mein bugaz wa adawat rakhta hai leykan saaf Dil insaan zaban ka karwa hota hai magar Dil ka saaf shafaf hota hai aur Dil mein bugaz nahi rakhta. Quote Right
Go to Quote / Comment | by Writer Poet

Quote Left Shahi Molana Tariq Jameel Sab Zalim ka saath denay wala bhi zalim jitna hi qasoor war hota hai.. Quote Right
Go to Quote / Comment | by Writer Poet

Quote Left Jo log barrister fahad malik jesay shaks ka khon kar saktay hain aisay log kisi ki bhi jaan lay saktay hain..Agar tum logon nay zulm kay khilaf Awaz buland nahi karni to mat karo leykan mujhay sirf itna bata do Akhir tum Awam nay aisay logon ko sir ankhon par kyun bitha rakha hai??? Quote Right
Go to Quote / Comment | by Writer Poet

Quote Left Khuda say zaida logon ka imaan Underworld Mafia par hai jabhi to ye har wo baat kartay hain jo Donz ki favour me jaati ho aur jaan bojh kar mafia kay dark secrets ko cover kartay hain.. Quote Right
Go to Quote / Comment | by Writer Poet

Quote Left Maar kutai, khon kharaba, aur firing Galat kaam Hain. Quote Right
Go to Quote / Comment | by Writer Poet

Quote Left Me Iqrar ul hassan ko tab maanu ga jab ye underworld mafia donz Kay khilaf awaaz buland karay ga aur mein ye bhi Janta hun Kay ye aisa hargiz nahi karay ga kyun Kay is ko apni jaan bari pyari hai.Ye media walay Sirf Zaheer jesay kamzor logon Kay khilaf bhonkna jantay Hain leykan powerful gangsters Kay samnay baron baron ki patloon geli ho jati hai.. Quote Right
Go to Quote / Comment | by Writer Poet

Quote Left Don babu agar tum chair khani karo, pangay lo, ungliyan do, to phir tumharay Saath badtamizi na ho to Kya ho??? Quote Right
Go to Quote / Comment | by Writer Poet

Quote Left My literature is throughout biting criticism. Quote Right
Go to Quote / Comment | by Writer Poet


Book: Reflection on the Important Things