Kya Nikah farz hai?
Zakat masharay ki falah-o-behbod kay liye lazmi hai aur namaz farz hai yahan tak ky ye farz bhi bayhoshi ki halat mein, trauma me, coma mein aur zachgi ki halat me saqit ho jata hai isi tarah nikah ka hisab hai agar banda bevi bachon kay haqooq ada karnay ki position me ho to nikah sunat hai.

|
Ajeeb mulk hai yahan kay log chahatay hain mein raat ko din aur tavay ko safaid likhun.
Kuch ho to kuch bhi nahi say tashbih dun aur nahi maloom ki rat lagatay hovay gonga shatan ban jaon.Shair ko darinda keh kay mukhatib na karun aur kaisay bhi halaat hon tention na loun.Ham aisay masharay ka hisa hain jahan sawal pochna gunah aur jawab dena jurm hai.

|
After rajat reaction of eye exercise ain mashaq trataka. IPRG cells affects regions of the brain and trigger abnormal physiological and psychological functions.

|
Eye Exercise Ain Mashaq directly affects the central nervous system and it has reversible and irreversible side effects.

|
Eye exercise Ain Mashaq disturbs nano sleep rest.

|
Q.Talib mein aur wali mein kya faraq hai?
Ans.Talib ko ain mashaq kay doran naqash ki waqati huzoori hasil hoti hai aur wali ko mashaq kay bagair hi divine energy ki daimi huzoori hasil hoti hai.
Steps Of Saintness
Ain Mashaq ka maqsad divine spark ka hasool hai aur divine spark ka maqsad divine energy ka hasool hai aur divine energy manziley maqsood hai aur taufeqay hidayat ka phool hai.

|