Get Your Premium Membership

Best Poems Written by Varish Gautam

Below are the all-time best Varish Gautam poems as chosen by PoetrySoup members

View ALL Varish Gautam Poems

Details | Varish Gautam Poem

Ao Ga Le

Ao dil me sare yaro hindi ko basa le.
Kabhi gungunate rhe h ise fir se gunguna le.
Aj bhi jab puchhti h meri dadi ma
Mujhe achha lagta h
Office ki english ki bakbak bhul jata hu
Fir se mujhe lgta h
Hindustan me agya hu
Jiski god me khele h
Uske to aj rishte nibha le 
Ao jra sa gunguna le.

Copyright © Varish Gautam | Year Posted 2017



Details | Varish Gautam Poem

Language Poem In Hindi

Ye  bharat  ki bhasaye alok liye chalti  h 
Asoo  unmad bhav  bhoolok liye chalti  h 
Ullas umango ki dharaye bhti  h  prati kshan 
Ye  hi jnta  ka sukh aur shok  liye chalti  have

Bhasaye krti  h poshit sampoorn vishva bhar  ko 
Bhasaye mitati h vaimnasy ke akar ko
Bhasaye hi veero ki kayar ko dlti h
Bhasaye sharda ki vibhati liye firti h 

Inse hi bd jati h unnati ki aSaye 
Jb  bhinn me abhinn btlati h bhasaye 
Bhasaye hi jhooth aur Sach dharan krti h 
Bhasaye gaurav garv abhiman liye firti h

Copyright © Varish Gautam | Year Posted 2017

Details | Varish Gautam Poem

Be My Foe

GHUMA FIRA DHUNDHA BHUT, KUCH HATH AYA NHI
YHI TO KMI THI KAHA MAINE KUCHH BHI NIBHA PAYA NHI

SUNA THA YHA CHAND ME DAG H
PR ROSHNI KE SHIVA KUCHH BHI MAI DEKH PAYA NHI

AUR BHI YE SUNA KOI DUSHMAN YHA H MERA
MAINE DEKHA YHA DUSHMAN SA MAI KOI PAYA NHI

Copyright © Varish Gautam | Year Posted 2018


Book: Shattered Sighs