Best Poems Written by Mrunali Gawade
Below are the all-time best Mrunali Gawade poems as chosen by PoetrySoup members
View ALL
Mrunali GawadePoems
Details |
Mrunali Gawade Poem
Main tod leti agar tu gulab hota ??
Main arpan kar deti khudko ,
aagar tu mera hota ??
Jo sath rehena ka wada kiya tha tune, kash woh nibha diya hota??
Kash woh sache pyar ka dekha ,
thoda oor kar diya hota ?
Tera jane ke baad jo tu aapne yaad chod gaya ,
kash woh aapne sath le gaya hota ??
Aagar us din tu mujhe yu chhodke na gaya hota,
toh aaj mera hat tera hato main hota??
Aaj bhi aagar koi tujh jesa dekh jata hai mujhe ,
toh may sochti hu ki kash woh tu hota ??
Main aaj bhi tera galat shikwe bhula du
aagar tu mera pass wapas aaya hota ??
Copyright © Mrunali Gawade | Year Posted 2026
|