Get Your Premium Membership

Long Aik Poems

Long Aik Poems. Below are the most popular long Aik by PoetrySoup Members. You can search for long Aik poems by poem length and keyword.


Patriotic Poem
Watan(Pakistan) Ke Liye Aik Dua: Khuda Kare Ke Mere Arz-e-Pak Pe Utre By Ahmed Nadeem Qasmi

May Allah Help & Mercy on Pakistan, Ameen. We need to repent and correct ourselves.
~ Dedicated to all Pakistanis currently...

Read More
Categories: aik, freedom, passion, patriotic, peace, prayer,
Form: Heroic Couplet



Premium Member There Is a Poem In My Heart
There is a poem in my heart,
that beats in different dialects.

Da ist ein Gedicht in meinem Herzen,
which flows freely through my veins.

Il y à un poème dans mon cœur,
that tickles the tip of my tongue.

Existe...

Read More
© Silent One  Create an image from this poem.
Categories: aik, poetry, poets,
Form: Free verse
Gham-e-Ishq Mein Haara Hua Panchhi
Gham-e-Ishq Mein Haara Hua Panchhi  
Main apnon ka maara hua panchhi  
Raahay manzil ka pata aik shikari se pooch ke  
Main aik naye pinjray mein phansaya hua panchhi  

Meri hurmat ka...

Read More
Categories: aik, deep,
Form: Ghazal
Dozakh Aur Sharab
Dozakh aur Sharab.........


Tere laboan ka rang mile ga gulaab mein
Teri nigah e naaz ka  nasha sharaab mein  

Mil jaye gar woh aik baar mujh ko khwaab mein
Rakh doon ga dil ko cheer ke...

Read More
Categories: aik, allah, angst, god, imagery, introspection, islamic, jewish,
Form: Ghazal
Mohabbat
Mohabbat ho nhi skti
Mohabbat ho hi jati hay,

Kabhi yaadon kay melon main 
ya khushyoun kay jhamelon main,

Kahin jo chooorian khanke kuch is tarah jese
Koi jb dhun bajti ho kisi ke ajane se,
kabhi jo saans barhti...

Read More
Categories: aik, absence,
Form: Ghazal



Chawl Khan
Teri Ma ko ma na kahun to kia kahun?
Teri behan ko baji ka darja dayta hun.
Chawal Khan meri behan kay taboot mein keel(maik)thook.
Tere sonay(gold)ko clean bold karun salay chilgozay.
Akhrot wali khopri kay malik karway badam.
Teray...

Read More
Categories: aik, art, fire, first love, for her, humor,
Form: Footle
Yaadein
Pichli shab ki tanhai mey ..
Yaadon ka aik album nikla .. 
Guzrey maho saalon mey 
Jis k safhey safhey per 
Her chehra kuch khta tha ..
Kuch tasveerein dhundli thiin bohat 
Kuch ka chehra shanasa daikha..
kuch...

Read More
Categories: aik, sad, time,
Form: Prose Poetry
Woh Tera Ankh Bhar Kay Mujhay Dekhna
Woh tera ankh bhar kay mujhay dekhna,
Woh tera dekhna he kamal tha,
Meri justajo kay ahsas par,
Tera lamss bhi tu baymisal tha,

Meray saray jazboon ki dilkashi,
Teray ashiyan pay aa kay simat gai,
Gar main ruk na jata...

Read More
Categories: aik, romantic, urdu,
Form: Ghazal

Book: Reflection on the Important Things