Greeting Card Maker | Poem Art Generator

Free online greeting card maker or poetry art generator. Create free custom printable greeting cards or art from photos and text online. Use PoetrySoup's free online software to make greeting cards from poems, quotes, or your own words. Generate memes, cards, or poetry art for any occasion; weddings, anniversaries, holidays, etc (See examples here). Make a card to show your loved one how special they are to you. Once you make a card, you can email it, download it, or share it with others on your favorite social network site like Facebook. Also, you can create shareable and downloadable cards from poetry on PoetrySoup. Use our poetry search engine to find the perfect poem, and then click the camera icon to create the card or art.



Enter Title (Not Required)

Enter Poem or Quote (Required)

Enter Author Name (Not Required)

Move Text:

Heading Text

       
Color:

Main/Poem Text

       
Color:
Background Position Alignment:
  | 
 

Upload Image: 
 


 
 10mb max file size

Use Internet Image:




Like: https://www.poetrysoup.com/images/ce_Finnaly_home_soare.jpg  
Layout:   
www.poetrysoup.com - Create a card from your words, quote, or poetry
Kachi Umer
kachi umer mein jajbaat the kachi umer mein umeed kachi umer mein khaab the kachi umer mein dil khush rehta tha kachi umer mein chehra hasta kachi umer mein dunian khoobsurat thi kachi umer mein josh kachi umer mein zindagi zindagi lagti thi kachi umer mein rishte khoobsurat kachi umer mein sari dunia apni lgti thi kachi umer mein rossein the kachi umer pe pyar kachi umer mein ishq ho gyea kachi umer mein ishq ki pyas thi kachi umer mein ishq mein har sans thi kachi umer mein chaand chaand ni mehboob ka chehra tha kachi umer mein sapno jaisi dunia thi bekhabar haqikat se pare.. .dunian dari se na kabi dare.... kachi umer mein dost dosty ka ehsas dete the jaise hi umer dalne lgi jajbaat kya hai har dhadkan samjhne lgi jaise hi umer pakne lgi har sans main ni aaugi kehne lgi jaise hi umer sal gujar gai harpal har ehsas zindagi haar gai jaise hi din raat chhut te gaye har jajbaat dhere dhere tut te gaye jaise hi raatein kat ti gai.....har pyar ki ghadi nafrat mein batt ti gai... jaise log naye milte gaye har rishte alvidah kehte gaye. jaise hi ishq mein padte gaye..dard se gujarte gaye jaise hi ishq mein gujarte gaye.ankh se aashoon behte gaye jaise hi pyar ke chehre dikhte gaye ishq ke jajbaat sare mit te gaye jaise hi hum badte gaye waise khudki awaj sun na chhodte gaye jaise hi dard badte gaye hum dunian se alag hote gaye khudko bhoolte gaye jajbaat mitate gaye jhutha mutha hsate gaye khali khali ho gai zindagi eskadar din raat gujarte gaye dard se badta gyea sine mein dil dardse badti gai jine mein tadap kash abh sochte hai hum ishq na kerte hum mohabbat na kerte na tutte itna na ehsas chut te itna kash jee sakte auroo ki tarah kash jee sakte dil se har ehsas se har jajbaat se har khaab se har umeed se har arjoo se har khushi se
Copyright © 2024 Rajni Bala. All Rights Reserved

Book: Shattered Sighs