Get Your Premium Membership

Yeh Ankhein

dil ki juvan tumse he bolti hain sare raj dil ke tumse he kholti hain sona to main bhi chahti hu per meri nendon ke abh sapne kho gaye jitne the khab mere bo sare chur chur ho gaye ankhhon ke sare noor ashon sang roo gaye main lash c main thi bindass c gujre palo ki gunje awaj bhi per uljan hain k meri zindagi tere bina hui bekar c na koi dil ki khushi na hain koi dhun saj c koi na sune abh dil ki awaj meri jo harpal dhundti hain bus bahe teri tere didar ko ankhein harpal tarsti hain bus tere liye he pyasi hain tere liye he harpal barsti hain yeh ankhein meri

Copyright © | Year Posted 2014




Post Comments

Poetrysoup is an environment of encouragement and growth so only provide specific positive comments that indicate what you appreciate about the poem.

Please Login to post a comment

A comment has not been posted for this poem. Encourage a poet by being the first to comment.


Book: Reflection on the Important Things