Get Your Premium Membership

Nice Person


Aik nice person tha jis nay 98 murder kiya tha.

Wo astagfar ka niyat say aik shaks kay paas

gaya aur pocha kia mera toba qabool hoga?

Banday nay jawab me kaha nahi hoga.Ye

sun kar nice person ko gusa aya aur us

nay ye banda bhi maar diya kitnay howa 99.

Ye phir say aik shaks kay paas gaya aur pocha

kia mera toba ho sakta hai.Jawab mila nahi ho

sakta koi maaf nahi.Ye sun kar ye taish me aya

aur jawab dainay walay ko bhi qatal kar diya.

Ab kitnay howa 100 pura century nice person

phir say astagfar ka niyat say safar par chala

aur shaks say mila pocha kia mera toba ho sakta

jawab mila han ho sakta khuda nay chaha to

zaroor mafi milay ga.Ye sun kar ye nice person ban gaya.


Comments

Please Login to post a comment

A comment has not been posted for this short story. Encourage a writer by being the first to comment.


Book: Reflection on the Important Things