Get Your Premium Membership

Had Kar De Ap Nay


Mr Manto Kay Darechay Say Iqtibas, Manto ka sawal ye hai ky jab ye qudrati tor par sabat hai ky mard ko jo lutf daikhnay mein ata hai wohi lutf orat ko dikhanay mein ata hai to phir ap log is haqeqat ko tasleem karnay say kyun Kar gurezan hain? Is haqeqat ko maan laynay say hi adha masla khatam ho jay ga.Fitri toor par is ki aik had hai jo iklaqi toor par bhi qabiley qabool hai.Masla wahan say shoru hota hai jahan ye dono yan in mein say koi Aik fareeq is had say tajawuz karnay lagta hai aur phir rukta hi nahi.Mangal sotar orat kay galay mein dalnay ka maqsad bhi yehi hai vagarna kolho kay bail ki tarah saat phairay laganay say Kya hasil? Mard aur orat jinsi taluqat ko farog dainay kay mamlay mein kisi bhi kotahi say ijtinab karain. Q.Qudrat say ye kahan sabat hai aur ye had kon tey karay ga, Mera jism Meri marzi, valay??

Comments

Please Login to post a comment

A comment has not been posted for this short story. Encourage a writer by being the first to comment.


Book: Shattered Sighs