| |
Gaana
Gunjti lehar mein
ye jo saans ki kashish hai
Reshmi subah ki
ye jo narm si tapish hai
Duriyon ka parda
meri nabz ab bhi kam hai
Hosh hai ye rukhsat
hai ye pyaar ya bharam hai
moum sa pighalta
kahin ret sa fisalta
imaan beimaan mera
chor se kya kam hai
Sun baarishen hain neeli
mera dil bhi besharam hai
pyaas barse zyada
ye paani ab bhi kam hai
Tu paas mere ayi,
kabhi duriyaan badhain
O yaar tera pyaar
kisi katl se kya kam hai!
|
Back
|
|