Justice Qazi Faez Esa
Galat kaam karnay walay Judge aur General par
Tanqeed karain.Adaron par tanqeed na karain kyun
Kay adara bazatay khud kuch nahi hota..Adaray ko
Chalanay walay afrad jesay hotay hain Adara wesa
Ban jata hai Agar kisi adaray ka DG Ya IG corrupt hoga
To is me Adaray ka qasoor nahi corrupt shaks ka qasoor
Hai lihaza adaray ko tanqeed ka nishana na banao jitni
Bhi tanqeed karni ho direct us shaks par karo jo adaray
Ko galat direction mein lay ja raha ho chahay phir wo koi
Judge ya General hi kyun na ho..Justice Qazi Faez Esa...
Copyright © The One | Year Posted 2022
Post Comments
Poetrysoup is an environment of encouragement and growth so only provide specific positive comments that indicate what you appreciate about the poem.
Please
Login
to post a comment