Comments Inbox
| |
kyo
Ankh ka har katra kismat ko rota hai...
na jane kyo par ye tere sath h hota hai .. .
kyo ho jati teri ankhe num..
kyo milte h fr wahi gum...
kyo aake fir koi dil dukha jata hai...
kyo is dil p koi taras nh khata hai...
kyo haal e dil sun k bhi koi apna nh ban pata hai...
kyo tu fr dil k aage khud ko kamzor pata hai...
kyo is dunia ka kuc nh jata jai..
aur tera sab kuc bikhar jata hai...
|
|
|